Har dil pe naqash hai naam-e-hussain

Kon bhula sakta hai shadat-e-hussain

Nasha-e-iqtedar mein bhool gaya yazeed

Nawasa-e-Rasool hai ye hussein jung iqtedar ki na the magar sachayi ki

Bari shaan se haider ke sajday ko poora karne gaya hussain

Aasman ro para zameen hil gayi

Bray itemenan jab sajday mein gaya hussain shikast to mukadar the yazeed ka

Maktal mein bhi hui fateh-e-hussain.