(AL QURAN).

Aur Allah k siwa kisi ko mat pukar

jo na tujhay Nafa day sktay hein aur na Nuqsan.

Agar tu nay ye kam kia to zalimon mein shumar hoga.

Agar Allah tujhko kisi musibat mein mubtla kr day to us musibat ko door karnay wala Allah k siwa koi nahi.

(surah Younis .106,07) .

…. Subah bakher.