1 admi chilla raha tha sadar KUTTA hai.

Police wale ne 1 thappar lagaya aur bola chal thaanay,

President ki insult karta hai.

Admi bola main ne to Amrica k sadar k liye bola tha.

Police walay ne 2 thappar aur lagaye.

Bewaqoof banata hai?

Kya humain nahi pata kon sa President KUTTA hai.