Shishe Ke Aaine Main Dekhti Hai Woh Khamosh Naazre.
Ghunghat Main Chehra Chupaai Hue.
Aankhon Main Kajal Sajaye Hue.
Chorr Ke Apna Ghar Aangan
Chali Ayee Dulhan Ek Naye Duniya Bassane.
Hogaye Parai Jahan Beeta Apna Bachpan.
Aur Jawani Ki Hassen Raahein.
Aapna Na Hai Who Sansaar.
Jis Main Bana Ni Hai Naahi Kahaani.
Mathe ki Bindiya Kuch Kehti Hai Us Se.
Haatho Ki Kangan Khankati Hai.
Jaise Kehte Hai Rukh JA Ree Saakhi..
Na Chor Woh Raahein.
Jis Me Khela Tera Bachpan.
Chorr Ke Apna Ghar Aangan.
Chali Ayye Dulhan Ek Naye Duniya Bassane.
Laal Jodhe Main Saji Hai Aise Aankhon Main Ek Sapna Leke.
Dil Main Jagi Hai Aisi Umag.
Khushiyo Se Bhara Hai Woh Naya Jevaan.
Jahan Lage Woh Paraye Bhi Apne.
Jahan Saathi Ho Pyaara, Aur Khushiyo Ka Alam Ho.
Phri Bhi Udaas Si Lagti Hai.
Us Ki Nazar Keh Jati Hai.
Us Ne Ankahi Si Baate.
Yaad Dilati Hai, Woh Bethe Dil
Woh Khamosh Galiyo Ki Raahein.
Phir Bhi Nibhana Hai, Woh Reet …