Wo khuwab tha k khayal tha meri chahatoon ka azab tha,

Meri zindagi ki wo bhool thi wo gunnah tha ya sawab tha,

Jo bana kr apna bhula gaya meri zindagi ko mita gaya,

Mujhe kya khabar k wo koun tha wo khaar tha k gulab tha.