Tumhare khuwab sajane mein lutf aata hai






Tumhare khuwab sajane mein lutf aata hai ,,,,,,, Ke apna aap jalanay mein lutf aata hai ..,,,,,,,, Khuda se apny liye maangti hon jab tujh ko ,,,,,,,,, Mujhy ye hath uthany mein lutf aata hai ,,,,,,, Teri yaad mein bas jagty rahein shab bhar ,,,,,,,, Khud apni neend churany mein lutf aat hai ,,,,,,,,, Teri zaat say hai be-panah pyar hamein ,,,,,,,, Tumhary naaz othnay mein lutf aat hai ,,,,,,,,
Related SMS
- Gazal shiqwa teri yaadon se istrha
- Kyun na gharor karon mein aapne aap
- Ye aur baat hai k us se
- Kabhi tum bhi nazar aao subha
- Meri har khushi baat teri hai
- L i v e t o g
- Tu ne jo chonk kar her jagha
- Tu laahk sanwaaray apni zulfein magar
- Yeh lehja aadawat tarz e mohabat tmhra
- To tu soraj hai tujhe malom kahan
- Kuch is trha se nzar andaaz ho
- Me ne jis shaakh ko phoolo se
- Bohat bekaif lamhay hain ajab bojhal
- Kitni mushkil hai mohabbat ki kahani likhna
- Ye saaniha bhi muhabbat main baarha guzara
- Yade hoti hai satane ke liye
- Meri wafao ka sila sogaat hai baaki
- Tumse pyaar na karma meri majboori hai
- Aik pyari si larki hay wo meray
- Us ne chor diya mujhe to koi
- kuch tou ae yaar elaj e gham e tanhae ho
- Ye baat nahi k hum urranain rakhtay
- Gazal ik paikar e jamal me uljha hoa
- Jab wo nend se jaagey to usey
- E kash mein tera dil hota
- Dekhe hain jo khwab likh rahe
- Dil pr aisy bhi azabon ko utrty
- Wo raat aam ratun se ziada tareek
- Phir aaj koi ghazal tere naam na
- Besabab baat barhane ki zarurat kya hai
- Insan mukammal to apna bhi nahi hota
- ghazal main ksi
- Suno aey chand si lardki abhi tum
- Man jalva e ad rung hun
- Aj dekhi jo teri be rukhi to
- ghazal ae khuda kar de
- Hum khushbu kay sodagar hain soda sacha
- Un k liye hum ne jab bhatakna
- Har ek jazbat ko zuban nahi milti
- Kuch umar ki pehli manzil thi
- lo g hunn tikka boti
- Assalam o alaikum frnds im ai alslam from lahore
- Meen tere ishq ki inteha chahta hon
- Dil se ae hawa sirf itna sa
- Jab hamain un se muhabbat thi
- Tum bin jena esa hai zehar ko
- Wafa ki jail se bhaga hua majboor
- Mohabat ki haseen waadi me jahan
- Tera gham apni jaga duniya ke phir
- Darmaan e gham e hijr agar ho to mujhe kiya azra
- Teri aankhon mein aansu they meri khatir
- Me roz e hashar ka qayal hon phr bhi
- Har kesi say jo hum nay wafa
- Zindagi wohi jo guzar gye sansein le
- Mujh se poocha kisi ne dil ka
- Jaate woh mujhe achi nishaani de gayaa
- Main sakoon dhondttta raha baharun haseen wadiun
- Jab bhi dil khol kay roye honge
- Rang agar khushbu mein hal ho jaaye
- Uljhain gy kai baar abhi lafz sy
- A very beautiful ghazaltag it to ur
- Sareh rah khod ko luta k ayaa
- Kab tak yaad karon main us ko
- Khadsha jugnoo ki khuwaish mein aankh
- Aya na ho ga iss tarha rang
- Faqat ek tum mery hoty mera sara
- Karb chehray se maah o saal ka dhoya jaye
- Bhoolay na kisi haal mein adaab e
- Phoolon ki mehak ko churaya nahi jata
- Os ke bina ab chup chap rehna
- Naa kbhi ye chupayaa ky pyar kitnaa
- Deepakjugnu chaandsitary aik se hain yani
- Khile to ab bhi gulshan me phool
- Soch kar main ne chuni hai aakhri
- Ik ajnabi sochta hoon kabhi tere
- Taroon ki sej per kahin soota ho
- Aana meri qabar per do phool chadha
- Is shehr k logo ki ye aadat
- Zinda ho magr zindge se door hon
- Ghazal kabhi gham ki aag me
- Hawa thmi thi zror lekan wo sham
- Wasi shah kabi hm un se kbi
- Saazoaawaz khadokhaal men aa jatay hen
- Yun hi udas he dil beqrar thori
- Naram honton main dabi baat rehnay do
- Aapse kuch kehne ka khayal aata hai
- Band kitaab main khali auraaq rakhta hoon
- Na janay kia hai uss ki udaas
- Jagti raat k honton pe fasanay jaisay
- Macchal uthti hai shakhein aur shagoofay raqss
- Ik rog laga hai dil ko jo
- Hum jo bichre tu bataoo bhula kia
- Kahin barish baras jaye sehra taras
- Jo mujh ko dekhty thakta nhi tha
- Is dard e dil ko zamana kya jane ak
- Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar
- Kon hota hai gareebi mein sahara mohsin
- Aise bhala gunhaun ko kyun karen
- Koun kehta hai k tumse hamari judae
- Sahil tha jab qarib to mojon ne
- Vo jaane kya baat huijo aap meri
- Dar e yaar ko chhorna aasaan nhi
- Main kitna intezar karoon kis se piyar
- Fesly ye chahat k aasman pe hote
- Mohbbat ka jazaba banale mujhe dil deke
- Ik pasheeman se hasrat say mujhay soochta
- Zindgi ik sawal labon pe goya adhoora
- Meri mohabbat ka is tarha mazaaq na
- Wafa k name ek dastan likh raha
- Ik taaza hikaayat hai sun lo tau
- Her din hai mohabbat ka raat ki
- Apne dil ko sanbhalo or so jaoaansu
- Khubiyan itni tu nahi hum maik tmhainn
- Kaha sirf us ne itna k khamoshi
- Main jo chahoon to abhi torr loon
- Kaash tu ne mujh per aitebaar kia
- Jab bhi dekha hay tumhay tum pay
- Ager hota shouk likhne ka tu mein
- Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara
- Tum pass nahin aik hi baat hai
- Aaya tha ghar sanvaarane ehasaan kar gaya
- Jab yaad ka angan kholon to
- Ab aisi muhabat kia krni jo
- Hr rat us sy milny ki aadat
- Wo jo basa hai mere dil main
- Apne sard kamre main udass bheti hon
- Tera muntazir hun mujhe muskura ke mill
- Bheegi hui aankho ka yeh manzar na
- Aadha chand aadhi verani aadha azab khushi
- Aap jaise log hume kuch khas lagte
- Din beet jate hain suhani yadin bankar
- Tere chehre ki chamak sada bani rahe
- Apne dil ko sambhalo or so jao
- Apane chehare se jo zaahir hai chhupaayen
- 2touching line baaz auqaat dil ki duniya
- Ghazal tum ko malom b shayed
- Uskey chehrey se kabhi zulf hata kar
- Pehly se zindagi k sahare nhi rhy
- Badan pe apne lahu ka libaas rakhta
- Hum bhi khud dushman e jaan thay pehle
- Main apne sabar ke or kiya misaal
- Yeh akelay pan ki udaasiyan ye firak
- Zindagi k mele main khvahishon rele
- Bichar k mujh se kabhi tu ne
- Itna to mere haal per ehsaan kiya
- Ab dil ko sanbhalen k ghamedil
- Ager kabhi kitab likho chahaton k nam
- Suno tum lot ao na woh
- Ek lamha 1manzar guzar jata h
- Phir youn hua k raaste yakja nahi
- Guzri hui hawaon kabhi laut ke to
- Shishe ka ghar na rahega ya fir
- Tere firaaq k lamhay shumar kartay hovay
- Parindo hum tumhaare muntazir hain k
- Mere kapde pharr meri izzat utar li
- Iiss duniyaa ki bheed main boohat say
- Bhool kr zaat tum ko yad kiya
- Tu meri dil ke aspas rehta hai
- Kehtey hai pyaar karna koi jurm nahi
- Bashir badr mil bhii jaate hain
- Kaleem ajiz zaalim thaa vo aur
- Jab nazar aap kii ho gaii hai
- Sulaah k zamany mein mujh ko aisa
- Mere hunsafar humnashhen mene rub se manga
- Shaam se aankh men namii sii hai
- Aas hogii na aasaraa hogaa aane
- Wo kisi ky kshtir mujhy bhool bi
- Tumse milna batein karna acha lagta
- Sabir jalalabadi raaz kii baaten likhii
- Yeh watan to hai jannat apnitera chand
.GAZAL. Shiqwa Teri ‘Yaadon’ Se Istrha Kiya Hum Ne. Hanstay Hanstay Dil Ko ‘Rula’ Diya Hum Ne. Ek Lamha Diya Tu Ne ‘Jeene’ Ke Liye, Aur Us Mein Zindagi Ko ‘Bita’ Diya Hum Ne. Ek Safhe Pe Likhi Teri Yaad Ki ‘Dastaan’, Dusra Hisa ‘Khali’ Hi Jala Diya Hum Ne. Kis Baat Ki ‘Mazrat’ Chahte […]
Kyun Na Gharor Karon Mein Aapne Aap Pe Mujhe Usne Chaha Jis Ke Chahne Wale Hazaron Hain
Ye aur baat hai k us se wafa ho na saki, per jo usny kiye they woh waday kamal they :'(
Kabhi tum bhi nazar aao… Subha say sham tak ham ko.. Buhat say log miltay hain… Nigahon say guzartay hain.. Koi andaz tum jaisa.. Koi humnaam tum jaisa.. Magar tum hi nahi miltay.. Buhat baychain phirtay hain, Baray baytab rehtay hain, Dua ko hath uthtay hain, Dua mein yeh hi kehtay hain, Lagi hay bheer […]
Meri har khushi har baat teri hai, Sanson mai chupi ye hayat teri hai, Do pal bhi nahi reh saktay tere bin, Dharkano ki dharakti har awaz teri hai.
L I V E T O G E T H E R†What did u read? Live Together or Live To Gather or Live To Get Her. Just a beautiful way 2 say ‘LIFE’ is the way how u look at it
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Tu laahk sanwaaray apni zulfein magar Mere haaton sanwarti to kuch or baat hoti Yeh maana tu jahan mein hay sub se judaa Mere sath jo tu hoti to kuch or baat hoti Neendein churaa kar mein khuwaab cheen leta Tu jo baahon mein hoti to kuch or baat hoti Madhosh yeh nigahein meri zaat […]
yeh lehja yeh Aadawat yeh tarz e mohabat tmhra Haris samj paon to bikhar jaon, na samjo to ulaj jao
to tu soraj hai tujhe malom kahan raat ka dukh tu kisi rooz mere ghar mey utar shaam ke bad!
Kuch is trha se nzar andaaz ho gae, Jese izaafi harf thay teri zindagi ki kitaab me….. Sidd
Me ne jis shaakh ko phoolo se sjaya tha FRAAZ Mere seene me usi shaakh ka kaanta utraa…… Sidd
Bohat Bekaif lamhay hain Ajab Bojhal say sapnay hain Na Gham say Dil behelta hai Na khushiyan Raas aati hain Najanay zindgi ham ko kyun aisay aazmati hai Bohat takleef Main ß ham Buhat hi Muskuratay hain Ghamon say Dosti kar k wafa aisay Nibhatay hain Ajab si zindgi hai ye Ajab hi Mor aatay […]
Kitni Mushkil Hai Mohabbat Ki Kahani Likhna, Jeise Pani Se Pani Pr Pani Likhna……….
Ye Saaniha Bhi Muhabbat Main Baar’ha Guzara Ke Uss Ne Haal Bhi Poocha To Aankh Bhar Aaii
Yade Hoti Hai Satane Ke Liye Koi Roothata Phir Manane Ke Liye Rishte Banana Koi Muskil To Nahi Bas Jan Tak Chali Jati Hai,Use Nibhane Ke Liye !!
meri wafao ka sila meri sogaat hai baaki mere har dard ka badla meri muskaan hai baaki jo mujhse sunayi na gayi wo baat hai baaki jo tune kabhi jataya nahi wo ehsaas hai baaki paya nahi hai jo wo tera sath hai baaki mere zakhm e nasur ka ilaaj hai baaki jo chod gaye […]
tumse pyaar na karma meri majboori hai apni zindgi mein jagah na dena meri majboori hai khud ko apne aapme chuppakar rakhna meri majboori hai ankhon mein ansooyon ka sailab hai hoot.on par fir bhi muskarahat lana meri majboori hai apni tadap tum par naa khul gaye. tumse door jana meri majboori hai meri inn […]
Aik pyari si larki hay wo, Meray dil main rehti hay jo, Meray sapni ki rani hay, Dil mein dharkan ki tarah basti hay wo, Jaisay dariya main kanwal khila ho, Itna pyara hasti hay wo, Koyal ki koo koo say ziyada, Geet sureela gati hay wo, Anakhan us ki, kiya kehna Jaisay koi neeli […]
Us ne chor diya mujhe to koi bara gunah nhe kia, me ne bhe to us ki khatir sub ko chor diya tha………
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
*=* Kuch tou ae yaar elaj-e-gham-e-tanhae ho Baat itni b na barh jaey k ruswae ho Jisnay b mujh ko tamasha sa bana rakha hai Ab zaroori hai wo he aankh tamashae ho Doobnay walay tou aankhon say b kab niklay hain Doobnay k leay lazim nahi gehrae ho Ma tujhay jeet b tohfay may […]
Ye baat nahi k hum urranain nahi rakhtay Nadan prinday hain zubanain nahi rakhtay Ye harf-E-malamat bhi samundar ko mila hai Dariya kabhi daaman mein chatanain nahi rakhtay Hum log shanasa hain muhabbat k safar se Hum bughz k haathon mein kaamanain nahi rakhtay Bik jaein jahan husn-E-muhabbat k taqazay Us shaher mein hum log […]
(GAZAL) Ik paikar-e-jamal me uljha hoa hon me, Uljhe hoy khayal me uljha hoa hon me, Tu ne kaha tha chaand hai bilkul meri tarah, Ab tak ussi misaal me uljha hoa hon me, Us ne kaha k ehd-e-guzishta ko bi sambal, Me ne kaha k haal me uljha hoa hon me, Fursat mili to […]
Jab wo nend se jaagey to usey bata dena . K, saari raat tere paas jaga tha koi . Tum ne jab neend me hathon ko us ke pakra tha, . Us Shab-e-Wasal sakty me parr gaya tha koi . Jab b aai koi muskan tere chehrey pe, . Haan phir dheery se bohat muskuraya […]
E Kash mein tera Dil hota . .!! Teri yadon teri sochon pe mushtamil hota,, Tere sath main lamha lamha dharrakta rehta,, Khud se mujh ko juda na tu kar pata,, Teri zindagi ka daar o madaar muje pe hota,,, Mere baghair tera jina boht mushkil hota,,, E Kash main tera Dil hota… .. !!! […]
dekhe Hain Jo Khwab Likh Rahe Hain Aankhon Ka Azab Likh Rahe Hain, Guzri Hai Jo Dil Pe Lamha Lamha, Kuch Uska Hisab Likh Rahe Hain, Mausam To Nahi Nami Ka, Deewane Gulab Likh Rahe Hain Ek Wasl Ka Pesh Lafz Likh Kar, Ab Hijr Ka Baab Likh Rahe Hain Nafrat Ka Sabak Bhula Ke […]
Dil Pr Aisy Bhi Azabon Ko Utrty Dekha, Hum Ne Chup Chap Usy Khud Se Bicharty Dekha, Usko Socha To Hr Soch Mein Khushbo Utri, Usko Likha To Hr Lafz Mehakty Dekha, Yad Aa Jay To Qaboo Nhi Rehta Dil Pr, Wrna Dunya Ne Nhi Humko Tarapty Dekha, Uski Sorat Ko Fqat Aankh Nhi Tarsi, […]
wo raat aam ratun se ziada tareek aur ziada gheri aur ziada khamoosh aur ziada tanha hoti hey jb tum ziada aur ziada zur ziada aass pass nahi hoteen
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
Be’sabab baat barhane ki zarurat kya hai, :: Ham Khafa kab the manaane ki zarurat kya hai, :: Aap ke dam se to duniya ka bharam hai qaayam, :: Aap jab hain to ZAMANE ki zaruurat kya hai, :: Tera kucha, tera dar, teri gali kafi hai, :: BeThikano ko Thikane ki zarurat kya hai […]
Insan mukammal to apna bhi nahi hota aur us ne ye likha hey, main sirf tumhari hun
*. . . .GHAZAL. . . .* Main ksi or ka hon itna bta kr roya, Wo mjy mehndi lagay hath dikha kr roya, Umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid, Wo mjy pas apny der tak bitha kr roya, Khat, kitaben wo pyar k tuhfay Mohabat ki sub nishanain jala kr roya […]
suno aey chand si lardki abhi tum titliyan pakrdo ya phr guria se khailo tum ya phr masoom si ankhun se dherun khuwab daikho tm faraz o faiz o mohsin ki kitabain mt abhi pardhna ye sb lafzun k shair hain tmhain uljha k rakh dain ge tmhain malum hi kb he mhbt k libade […]
Ma¡n Jalva – E – §ad – Rung Hun, Ya Moj – E – §aßa Hun Ehsas K¡ Chokhat Py Khara §och Raha Hun Ek Jaam To P¡ La¡ny Dy Ay Gard¡sh – E – Doraan Ph¡r Tujh Ko Batata Hun K Ma¡n Kon Hun, K¡ya Hun Tum Yaad Karo Pehl¡ MulaQaat K¡ ßaata¡n Ma¡n […]
Aj dekhi jo teri Be rukhi to ansu nikal pare,, Ay Dost Dunia to Be-wafa thi magar tujh ko kia howa….
‘ GHAZAL ‘ Ae khuda kar de us shakhs k hawale mujh ko, K apne seene se ik bar wo laga le mujh ko, Bikhar gaya hoon main toot k kayi tukron mein, De usey taufeeq k ab aa k sambhale mujh ko,, Ya to uska saath ataa kar mujhe umar bhar k liye,, Ya […]
Hum Khushbu Kay Sodagar Hain Hum Soda Sacha Kartay Hain Jo Ghahak Pholoon Jaisa Ho Hum Bin Damoon Bik Jatay Hain Hum Shehray Wafa Kay Logoon Ka Tum Bhala Hal Kya Janoo Hum Dil Ki Baat Chupatay Hain Aur Ansoo Tak Pee Jatay Hain.
un k liye hum ne jab bhatakna chordiya yaad mian un ki jab tarapna chordiya woh roy bohat aaker humare pass jab hamare dil ne dharakna chordiya,,,,,
Har ek Jazbat ko Zuban nahi milti, Har ek Aarzu ko dua nahi milti, Muskurahat banaye rakho to duniya hai sath, aansuo ko to ankho me bhi panah nahi milti
Kuch Umar Ki Pehli Manzil Thi, …. Kuch Raaste Thay Anjaan Bohat, …. Kuch Hum Bhi Pagal Thay Lekin, …. Kuch Wo Bhi Thay Nadaan Bohat, …. Kuch Us ne Bhi Na Samjhaya, …. Ye Piyaar Nahi Aasaan Bohat, …. Aakhir Hum ne Bhi Khel Liya, …. Jis Khel Mein Thay Nuqsaan Bohat.
????????????? ????????????? ????????????? Lo G Hunn ‘TIKKA BOTI’ Khaao! Sadday Naal Raho Ge Te Aesh Karo Ge! Plz Sikhen Zaroor Waapis Kar Dena!! ‘ADVANCE’ ‘E¡D MUBAR¡K’
Assalam-o-Alaikum Frnds…. Im Ai Alslam From Lahore…. I Hope u R DoinG Well…. I Want SMs FdiendZzZ… I Have Alots Of Poetry Collection….. (‘*HEaRT St0LeR*’)
Meen tere ishq ki inteha chahta hon meri sadgi dekh main kia chahta hon
Dil se Ae hawa sirf itna sa dilber say kehna k hum ne tuje sochne, khojne ur pane ki sub khawaishon ko… Udasi ki dewaron men chun dye he… Tuje pyar se dekhne wali ankhen bisart se mehrom kr di hen hum ne…. Tuje pane ki arzu ko fana kr dya he…. Teri deed ki […]
Jab hamain un se muhabbat thi To uNhe hum par shaq tha Jab unhe ehsaAs hua hamari muhabbat ka Tab hum par kisi or ka haq tha.
Tum bin jena esa hai Zehar ko pene jesa hai Tum se bichar ke zinda rehna, Hum se pucho kesa hai. Mera tum ko takty rehna, Chand ko takne jesa hai. Tera hans ke batain karma, Khilte pholon jesa hai. Badal tere pyaar ka hamdam, Aaj to khul ke barsa hai. Chand ki nazrein jhuk […]
Wafa Ki Jail se Bhaga Hua Majboor Qaidi Hoon Agar Dil Ki Adalat me Tumhein Mera Khayal Aye To MujhKo Yaad k Dhundlay Katehray me Talab Krna Meray Lafzon Meri Baaton Ko Dil Hi Dil me Dohrana To Phir Shayed Tumhein Koi Purana Naqsh Mil Jaye Jo Meri Be-Gunahi Ki Adalat me Gawahi de Yehi […]
Mohabat ki haseen waadi me, Jahan ki shahzadi me, Gulaabon ki tamana me, Is khwab ki dunia me, Koi jb raqs krta hai, Kisi ko yaad krta hai, Tu os waadi k basny waly, Kisi ki aas me jalny waly, usy raasta btaty hain, usy manzil dikhaty hain, Wo bekhaber panchhi, Fiza ki boht oonchi, […]
Tera Gham Apni Jaga Duniya Ke Gham Apni Jaga Phir Bhi Apne Ehad Per Qaaim Hum Apni Jaga Kia Karain Ye Dil Kisi Ki Na-Sihaa Sunta Hee Nahi Aap Ne Jo Kuch Kahaa Ay Mohatram, Apni Jaga Hum Mohad Hain Buuton Ke Poojnay Waalay Nahi Per Khuda Lagti Kaheen Tou Wo Sanam Apni Jaga Yaar-e-BeParwaa […]
Darmaan-e-gham-e-hijr agar ho to mujhe kiya, Azra tumhein ab meri khabar ho to mujhe kiya, Jab hogayi gham se meri duniya tagh-o-bala, Ab ek jahan zair-o-zabar ho to mujhe kiya, Jab khaak bhi baqi na rahi qalb-o-jigar ki,
Teri aankhon mein aansu they meri khatir, Woh ek lamha mujhy zindagi se pyara laga..
Me roz-e-hashar ka qayal hon phr bhi hansta hon ‘Ali’ K ek banda ALLAH ko hisaab kya dega. …
Har Kesi Say Jo Hum Nay Wafa Ki …! Bas Yahi Zindagi Main Khata Ki …? Chahaton Kay Hajoom Main Tanhai … ! Mujh Ko Dostoon Nay Hi Aata Ki … SOz E Dil Yunhi Nahi Mila Hum Ko …! Bari Qemat Thi Es Ki Jo Aada Ki … Jo Hamara Na Ho Saka Hum […]
Zindagi wohi jo guzar gye, Sansein wohi jo le lein, Ansoo wohi jo beh gaye, Khushi wohi jo mil gei, Ghum wohi jo beet gaya,
mujh se poocha kisi ne dil ka matlab Mein ne muskra k keh diya thikana us ka Us ne poocha btao ye qayamat kya hai Mein ne ghabra k keha rooth jana us ka Maut kise kehte haii mujh se poocha to Mein ne kaha chhod ky jana us ka….
Jaate Jaate Woh Mujhe Achi Nishaani De Gayaa Umr Bhar Dohraaongaa Aisi kahani De Gayaa, Us Se Main kuch Paa Sakoon Aisi kahaan Umeed Thi Gham Bhi Woh Shayad Baraa-e-Meharabaani De Gayaa, Sab Hawaayen Le Gayaa Mere Samundar ki koi Aur Mujh ko Ek kasti Baadbaani De Gayaa, Khair Main Pyaasa Rahaa Par Us Ne […]
main sakoon dhondttta raha baharun main haseen wadiun main, surmai nazarun main main es ki talash main ja pohancha nazarun main magar wo mujhe mila QURAN ke tes parun main…..
Jab Bhi Dil Khol Kay Roye Honge Log Araam Se Soye Honge, Baz Auqaat Ba-Majboori-e-Dil Hum To Kiya Aap Bhi Roye Honge.
Rang Agar Khushbu Mein Hal Ho Jaaye Wasl Ka Khawab Mukammal Ho Jaaye, Chand Ka Chooma Howa Surkh Gulaab Tetri Dekhe To Pagal Ho Jaaye, Main Andheron Ko Ujaalon Ayse Teergi Aankh Ka Kajal Ho Jaaye, Dosh Par Barishein Le Kay Ghoomein Main Hawaa Aur Woh Badal Ho Jaaye, Narm Sabze Pe Zara Jhuk Kay […]
uljhain gy kai baar abhi lafz sy mafhoom…. saada hy bohat wo na mein assaan bohat hun…
A VERY BEAUTIFUL GHAZAL…TAG IT TO UR SPECIAL ONE..:) Veeran bohat hon,wasl sy Tashkeel kar Mujhy, Tu mujh say pyar kar, zara tabdeel kar mujhy, Sehra ki tapti rait sy aa kar mujhy bacha, Tu Thanday meethay pani ki ik jheel kar mujhy, … Ho jaain na kharab kahain meri aadatain, Har hukm par na […]
Sareh-rah , Khod ko luta k ayaa hoon Zindgi ko , Jeena bhola k ayaa hoon . Aj apnoo ki khoshyou k liey ‘ Farhat. Sari hasratein rolaa k ayaa hoon
Kab tak yaad karon main us ko, Kab tak ashk bahaoon, Yaroon rab se dua karo, Mian usko bhool jaon, main ne ishq kia tha uski saza bhi main ne pae, Uth na paon ga jeevan bhar aisi thokar khae, Sab kuch karna is dunai main dil na yaar lagana, Mere jaisa ishq tumhe bhi […]
KHADSHA Jugnoo Ki Khuwaish Mein, Aankh Aise Raste Ka, Intekhaab Kar Baithi, Jis Pe Visl Ke Jugnoo, Haath Mein Chamakte Hain, Zulf Mein Ulajhte Hain, Aankh Mein Lapakte Hain, Shab Ki Is Masaafat Mein, Sirf Ek Khadsha Hai, Subha To Muqaddar Hai, Aur Phir Yahi Jugnoo..
Aya na ho ga iss tarha rang o shabab rait par Gulshan e fatima k thy sary gulab rait par Jan e Batool k siwa koi nhe khila saka Qatra e aab k bgair itny gulab rait par Ishaq main kia lutaye ishaq main kiya bachayae Aal e Nabi ny likh dia sara nisab rait […]
‘Faqat EK Tum Mery Hoty mera Sara Jahan Hota’ ‘ Meri Jannat Meri dunya mera Yeh Asheyain Hota ‘ ‘Bhatakta yun na Phirta mein Akele Gham k gairon men’ ‘ Koi Manzil Meri hoti koi Nam-o-Nishan Hota’ ‘Mujhe Ab yad Aati Hai Teri Chahat bhari Batien’ ‘Meri Dunya $anwar Jati agr ik Tu Mera hota….
Karb chehray se maah-o-saal ka dhoya jaye, Aaj fursat se kahin baith k roya jaye. Phir kisi nazm ki tamheed uthaai jaye, Phir kisi jism ko lafzon main samoya jaye. Kuch to ho raat ki sarhad mein utarnay ki saza garm sooraj ko samundar mein doboya jaye. Itni jaldi to badalty nhi hon gy chehry, […]
Bhoolay na kisi haal mein adaab e nazar hum, MuRR kar na tujhay deikh say waqt e safar hum.
phoolon ki mehak ko churaya nahi jata,,, suraj ki kirnoon ko chupaya nahi jata,,, kitni b dooriyan ho dosti main,,, ap jiase dost ko bhulaya nahi jata……….
Os ke bina ab chup chap rehna acha lagta hai, Khamoshi sey dard ko sehna acha lagta hai, Jis hasti ki yaad mein Aanso barstey hain, Samne os ke kuch naa kehna acha lagta hai,
Naa kbhi ye chupayaa ky pyar kitnaa hai, Naa kbhi ye jatayaa ky dard kitnaa hai Bs aik hamain or uss Khudaa ko maloom hai, Ky ap sy mulaqat kaa intezaar kitna hai
Deepak,Jugnu, chaand,sitary aik se hain, Yani saare ishq k mary aik se hain, Hijr ki shab me dekh to aa k mere chaand, Mere aansu or ye taary aik se hain, Meri kashti kisne duboi kya maalom, Saari lehrein saare dhaary aik se hain, Kuch apne or kuch be’gany or main khud. Meri jaan k […]
khile to ab bhi gulshan me phool hain lekin Na mere zakhm ki soorat na tere lab ki tarha
soch kar main ne chuni hai aakhri aaraam gah main tha matti aur mujhay matti ka ghar acha laga manzilon ki baat choro kis nay paain manzilain ik safar acha laga ik hamsafar acha laga
Ik Ajnabi *~*~*Sochta hoon Kabhi Tere Dil mein Utar kar dekh loon ‘Jään’!!!! ¤~¤ *~*~*Kon basa hai Tere Dil mein jo Mujay Basnay nahi deta…. ¤~¤
Taroon Ki Sej Per Kahin Soota Ho Jaise Chand Shab Ki Rida Ko Orhd Ker Leta Ho Jaise Chand Malboos Tera Dekh Ker Lagta Hai Is Tarah Resham Mein Raat Ke Kahin Lipta Ho Jaise Chand Sab Log Ik Taraf Tera Aana Hai Ik Taraf Jhurmat Mein Kehkashaon Ki Nikla Ho Jaise Chand Zulfain Udi […]
‘Aana meri qabar per do phool chadha jana Rona na aye muskurke chale jana meri qabar pe ek baar zaroor ana Mager shart hai ansoo na bahana Taklif hogì rooh ko bhi aansoo jo aapke niklenge Rooh royegi meri rooh ko na tadpaya karna Tere khuwabom mein aya karunga zaroor kabhi yaad karke meri mohabat […]
Is shehr K Logo Ki Ye Aadat Purani Lgti Hy Kisi K Jzbaton Se Khelna In Ko Nadani Lgti Hy Jidhr Dekho Ek Gham Ka Aalam Milta Hy Hr Dewane Ki Dastan Kuch Apni Kahani Lgti Hy Wo Kya Jane Mohbat Ek Nemat Hy Yaro Jinko Logo Ki Sirf Surat Hi Suhani Lgti Hy Hain […]
Zinda ho magr zindge se Door hon mai, Aaj Q is Qadar majboor ho mai, Bina Jurm k hi Saza milti hai mujy, Kis se kahon k Aakhir be-Qasoor hon mai, Mri khamoshi ka sabab hain Hadsaat e Duniya, Phir Q Dunya samajhti hai k Maghroor hon mai, Aaj phir Shiddat e Gham ne Rula […]
‘Ghazal’ Kabhi Gham Ki Aag Me Jal Uthe, . . Kabhi Dagh-e-Dil ne Jala Dia, . . Ay Junoon-E-Ishq Bata Zara, . . Muje Q Tamasha Bana Dia, . . Gham-E-Ishq Kitna Ajeeb Hai, . . Ye Junoon Se Kitna Qareeb Hai, . . Kabhi Ashk Palkon Pe Ruk Gaye, . . Kabhi Poora Darya […]
Hawa thmi thi zror lekan Wo sham jesy sisak rhi thi K zrad paton ko andhion ne Ajeb qisa suna dia tha K jisko sun k tmam paty Sisak rhy thy bilak rhy thy Jany kis sanhay k gham me Shajar jaron sy ukhar chuky thy Boht tlasha tha humne tmko Her aik rasta Her […]
*WASI SHAH* Kabi Hm Un se Kbi Wo hm Se Rooth Jate Hn, Hawa Kuch Chlti Hy Aesi k Kinare Choot Jate Hn. Smandr Ki Gehrai Se b Hote Hen Jo Gehre, Pal Bhr Me Q wo rishte Toot Jate Hn? Jin Pe Hota He Bhrosa Apne Ap se Barh Kr, Wo Log Dil Ki […]
Saaz_o_Aawaz khad_o_khaal men aa jatay Hen, Saans letay Hain to sur taal men aa jatay Hen, Jang aur ishq men Haaray Huway logon ki trah, Hum ghanimat k kisi maal men aa jatay Hen, Zindgi khuwab Hy aur khuwab ki qeemat leny, Jin ko ana ho kisi haal me aa jatay Hain, Tu b saada […]
Yun Hi Udas He Dil BeQrar THori He, Mujhe Kisi Ka Koi Intezar Thori He, Nazar Mila K B us Se Gila Karon Kaise? Us k Dil Py Mera Ikhtiyar Thori He, Mujhe Bhi Neend Na Aaye Usey Bhi Chain Na Ho, Hamare Beech Bhala Itna Piyar Thori He, Khizaan Hi Dhundti Rehti He Dar-Ba-Dar […]
Naram honton main dabi baat dabi rehnay do Roop lafzon ka dharay ge to bikhar gay ge
Aapse Kuch Kehne ka khayal aata hai… Yakin maano dil duao se bhar jaata hai… bade jatn se hum lafzo ko hotho par sajate hai… Par raah me jab bhi aap nazar aate hai… Hotho par saze saare lafz hum bhul jaate hai… Fir lagte hai sochne ki kaise shurarat kare… Aakhir kaise zahir aapne […]
Band kitaab main khali auraaQ rakhta hoon, Dil ko aainy k tarha shafaf rakhta hoon, Ik baar ka milna ker deta hai mutaasir, Apni guftagoo main kuch aisa andaaz rakhta hoon, Mujh say milo to zara faasly say mila karo, May dil main uter jane ka kamaal rakhta hoon, Her dukh ko yun hi baant […]
Na janay Kia Hai Uss ki Udaas Aankhon Mein Woh Nazar Chura Kay Bhi Guzray To Bewafa Nahin Lagta..!
Jagti raat k honton pe fasanay jaisay Ek pal main simat aye hon zamanay jaisay Aqal kehti hai bhula do jo nahi mil paya Dil wo pagal k koi baat na maanay jaisay Rastay main wohi manzar hain puranay ab tak Bus kami hai to nahi log puranay jaisay Aaeena daikh k ehsas yehi hota […]
Macchal uth’ti hai shakhein, aur shagoofay raqss karte hain Hawa jab gudgudati hai tu pattay raqs karte hain Jahan yak’ rang ho jayen khudi aur bekhudi dono Unhi sarshaar lamhoon mein farishtey raqs karte hain Abhi sehraon ki wehshat ka andaza nahi tumko Inhein iss waqt dekho jab bagoley raqs karte hain Yeh manzar tumne […]
ik rog laga hai dil ko jo, be chain bohat hi rakhta hai, ik shakhs hai ujla ujla sa, ab sath wo hr pal rehta hai, kab us se juda hum hoty hain, wo sans main apni basta hai, wo shakhs jo apna ho jay, phr chahai dunia kho jay, wo shakhs jo jan se […]
Hum Jo Bichre Tu Bataoo Bhula Kia Hoga Teri Ankh Main Jalta Hua Meri Yaad Ka Ek Diyaa Hoga Pouchay Ge Loug Tujh Se Sabab Teri Udassi Ka Kahin Palkoon Pe Koi Ansoo Atka Hoga Bhool Jayee Ge Loug Rafta Rafta Samajh Kar Ek Hadsa Is Ko In Ankhoon Main Magar Ek Dard Sa Thehar […]
kahin barish baras jaye kahin sehra taras jaye kahin kali ghata utray kahin bad-e-saba guzray tumharay or meray….. darmiyan aa kar Khuda tehray…. to meri zindgi k awal o akhir tum is lamhay…. khuda k baad atay ho mujhe tum yaad atay ho mujhe tum yaad atay ho….. (¯`v´¯) `*.¸.*´ Lover ¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨) (¸.•´ (¸.•´ […]
jo mujh ko dekhty thakta nhi tha, wo itna to badal sakta nahiN tha kahaN ab koi waisa shehr bhar meiN, ye jana aadmi yakta nahiN tha, hua bezaar aisa phir na lauTa, kadurat dil meiN jo rakhta nahiN tha, shajar ko bad’dua kesi lagi thi, samar lagta tha aur pakta nahiN tha hui chahat […]
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar k bech Ab to khulny lagy maqtal bhary bazar k beech Apni poshak k chin jany pe afsoos na kar Sar salamat nae rehty yahan dastar k bech Surkhian aman ki talqeen mein masroof rahen Haroof barod ugalty rahy akhbar k bech Kash iss khuwab ki tabeer ki […]
Kon hota hai gareebi mein sahara Mohsin Shakh b sookhe hue patton ko gira deti hai Mohsin k khayalon mein utarti hai sar e sham Rim jhim ki tarha bandh k ghungru teri yaad
Aise Bhala Gunhaun Ko kyun karen !! sajde shajar hawaun ko kyun Karen !! Uski surath a haal khuch aisi thi !! radh koi duwaun ko kyun Karen !! andhera hi muqaddar tahera apna !! badnaam charagon ko kyun Karen !! manzil sahera me muqeem apni !! ruq bhala baharon ko kyun Karen !! har […]
koun kehta hai k tumse hamari judae hogi! yeh afwah zaror kisi dushman nay urae hogi! shan se rahaingay tumhare dil main HUM! itnay dino main kuchh to jaga banae hogi
Sahil tha jab qarib to mojon ne aa liya, Manzir wo doobne ka kinaron se poocheye……. Zindagi beet gai aik adhoore pan main. Khwab ankhon main raha jo kabi poora na hoa…….
Vo jaane kya baat hui,jo aap meri zindgi me aa gaye.. Vo jaane kya baat hui,ke hum muskura gaye.. Vo jaane kya baat hui ,ke chupayi thi ab tak jise sab se… Vo meri mohobaat hum aap pe luta gaye…. Vo jaane kya baat hui,ke aap zingi me bahar la gaye.. Vo jaane kya baat […]
Dar e Yaar ko chhorna Aasaan Nhi Hota. Dilber dooor jana Aasaan nhi hota. Her Aankh chahti he Soorat Mahboob ki. Bina Deedar k loatna Aasaan nahi hota. hoti he Shehr e jana se Umeede barri, toot jae Umeed to banana Aasaan nhi hota. koocha e yaar me milta he Sukoon dil ko, ‘UDASS’ har […]
Main kitna intezar karoon Main kis se piyar karoon Jab se tum ne milna chor diya he Khushbu ne bikharna chor diya he Phoolon ne mehakna chor diya he Chiryun ne chehakna chor diya he Chan ne chamakna chor diya he Aur dil ne b darakna chor diya he Savan jane ko he Bahar aane […]
Fesly Ye Chahat K Aasman Pe Hote Hein . . . Do Dilon K Milne Sai Qismatein Nahi Miltin,,,,,!!!
Mohbbat ka jazaba banale mujhe Dil deke dil main basale mujhe Meri aashiqi mangti hai bas tujhe Tu diwana banke kahi chupa le mujhe Mujh kuch pata nahi ke ye kiya horha hai Tu jaldi se aake baho main sama le mujhe Koi ashiqo ki yaha qader nahi kerta Tu bagawat kerke churale mujhe
ik pasheeman se hasrat say mujhay soochta hai ab wahi shahr mohabbat say mujhay soochta hai main tu mahdood say lamhon may mili thi us say phir bhi woh kitni wazahat say mujhay soochta hai kitna khush fahem hai woh shakhse keh har mausam mai ik nai rukh nai soorat say mujhay soochta hai main […]
Zindgi ik sawal labon pe goya adhoora sa nainon ka khwab kuch mukammal kuch pura sa suno safer-e-zindagi main hum safer milen ge kabhi gum kabhi khushi k phool khilen ge zindgi imtihan, bhi azmaesh bhi apnon k liye khoon-e-dil de ker jity hain yahan Tooty sapnoon k liye…
Meri Mohabbat Ka Is Tarha Mazaaq Na Bana . . . . . . ! K Teri Aankhein Hi Taras Jayen Mujhay Hansta Dekhnay Ko..
WAFA’ k name ek dastan likh raha Hun, MUSHKIL’ lafzon ko asan likh raha Hun, WAFA’ ki talash me sara jahan likh raha Hun, NA’ mili wafa to lafz nakam likh raha Hun, NAHI’ milty dhondny se bhi wafa krny waly, ESLIYE’ sary jahan ko bewafa likh rha Hun, NA’ krna pyar kabi zindagi me […]
IK taaza hikaayat hai Sun lo tau inaayat hai Ik shakhs ko dekha tha Taaron ki tarah hum NE Ik Shakhs ko chaha tha Apno ki tarah hum NE I shakhs ko samjha tha Phoolon ki tarah hum NE . Who shakhs qayamat tha Kiya uski karain baatein Din us k liye paida Aur uski […]
Her Din Hai mohabbat ka Her raat mohabbat ki Hum Aehl Mohababt mein Her baat mohabbat ki Her dard k maaron ka bas itna hosla hai tanhai hai rooh apni aur zaat mohabbat ki seene mein uterte hain elham mohabbat k aankho se berasti hai bersaath mohabbat ki in khaak nasheenon se Ronaq hai zamane […]
Apne Dil ko Sanbhalo Or So jao, Aansu Aankhon Men Chupalo Or So jao, Kuch Nahi Milta Ishq Me Siway iske, Gham ki Barish Me Nahalo Or So jao, Chordo Yeh Raaton ko Dair Tak Jaagna, Uski Yaad Dilse Mitalo Or So jao, Ishq Me Hamesha Be Wafai He Hoti Hai, Yeh Baat Zehen Me […]
khubiyan itni tu nahi hum mai,k tmhainn kabhi yad aain gain per itna aitabar hai hamain khud per k ap hamain kabhi bhuul nai pain gain………
Kaha sirf us ne itna k khamoshi mujhe hai bohot pasand . . . . ITNA SUNA THA K HMNE SHOR MACHATI APNI DHARKANAIN BHI ROK DI.
Main jo Chahoon to abhi Torr loon Naata Tum Se…… Per Main Buzdil hoon Mujhy ‘ Maut ‘ se Darr Lagta hai…..!
kaash tu ne mujh per aitebaar kia hota loogon ki baton ka nahi meri wafa per aitebaar kia hota!!! kia hoga kisi majboori men koi gunaah men ne… logon k sunai gunaah ka nahi meri sachayon per aitebaar kiya hota!!! ajj yun alag rootha rootha sa na hota mera dil… agr us waqt tu ne […]
Jab bhi dekha hay tumhay tum pay pyar anay laga, Tum maray ho na janay kue yay khial anay laga, Agerchay tum say aijazat nahi mangi may nay Mager na janay kue lab pay tumhara nam anay laga, agarchay hum aetbar her aik par aistarha nahi kartay par na, chahtay hoay bhi tum pay aetbar […]
ager hota shouk likhne ka tu mein apna khawab likhta tere honton ko gullab tere chehry ko chand likhta bhol kr pyar mein sari kaynat ko tere gessuyo ki chaaon mein apna anjaam likta tu dost hy mera zindagi ki wafa tum se hi ha subha ko sham sham ko subha likhta tere sare ghum […]
Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin Ek pal Nahin jab Tumhe Humne Pukaara Nahin Meri Naakaamiyon Ka Itna Bhi Ghum Na Kijiye Agar aap Jeete Hain to Main Haara Nahin Ye Naqsh-e-Dard Kaise Utar Jaaye Chehre Se Maine Abhi Aapka Ghum Dil se Utaara Nahin Tere bin Youn Kat Rahi Dariya-e-Zindagi Mein Kashti […]
Tum Pass Nahin Aik Hi Baat Hai Kabhi Bin Tumhare Roya Karte They Ab Tum Dhur Ho Aik Hi Baat Hai Dil Main Pehle wali Baat Nahin Sou Jathan Karo Aik Hi Baat Hai Dil Ke Aaine Main Tumain Dekh Liya Ab Jo Bhi Roop Dharo Aik Hi Baat Hai Bharam Sare Ab Tum Ne […]
Aaya tha ghar sanvaarane ehasaan kar gaya barbadiyon ka aur bhi saamaan kar gaya ab tak rahi us ki yaad meri zindgi k saath do char pal ki mujh se jo pahachaan kar gaya aankhon ne jis ke shauq mein raatein sajaai thin khvaabon ki anjuman wohi viraan kar gaya jhonkaa nasim-e-subah ka aaya to […]
Jab yaad ka angan kholon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Mai guzrey dinon ko sochon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Ab jaaney kis nagri mai tum, soye parey ho mudat se, Mai raat gaye tak jaagon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Kuch baaten thein phoolon jesi, Kuch khushboo jesey […]
Ab aisi muhabat kia krni?? Jo neend chura lay ankhon sey Jo khuwab dikha kr pholon k,,, Tabeer me kaantey dey jaye… Jo ghum ki kaali raaton sey.. Her aas ka jugnu ley jaye.. Jo khuwab sjati ankhon ko., Ansu hi Ansu de jaye.. Jo mushkil kr dey jeene ko,,, Jo marney ko aasan krey… […]
Hr rat us sy milny ki aadat si ho gai phr rfta rfta os sy muhabat si ho gai shayed ye taza taza judai ka tha aser hr shakal yak baek tari sorat si ho gai ik nam jhilmilany lga dil k tak pr ik yad jesey baesy rahat si ho gai khud ko sja […]
WO JO BASA HAI MERE DIL MAIN USAY BATAON KAISE DAR BHI LAGTA HAI ZAMANAY SE CHUPAON KAISE WO SHAKS TO PANCHI HAI UR JAYEGA MAIN KHUD KO US K PEECHE URAON KAISE MAIN TO US K LIYE DUNIA CHOR DON IS SAY ZIADA MAIN USAY TOOT KAR CHAHON KAISE WO SHAKS DIL PE HUKOMAT […]
APNE SARD KAMRE MAIN MAIN UDASS BHETI HON NEEM WA DERICHOON SE NUUM HAWAIN ATI HAIN MERE JISM KO CHOO KAR AAG SI LAGATI HAIN TERE NAAM LE LE KAR MUJ KO GUD GUDATI HAIN KASH MERE PER HOTE TERE PASS URH ATTI KASH MAIN HAWA HOTI TUJ KO CHOO KE LOT ATTI MAIN NAHI […]
Tera muntazir hun mujhe muskura ke mill kab tak tujhe talaash karon ab aa kr mil yunh mill ke phir judai ka lamha na aa saky jo darmian main hai sb kuch mita ke mill ye kya k hum milen b mulakat b na ho seene se mat laga mujhe dil se laga mill goshu.
Bheegi hui aankho ka yeh manzar na miley ga, Ghar chor key mat jao kahin ghar na miley ga, Phir yaad bohat aye gi zulfon ki ghani shaam, Jab dhoop mein koi saaya sir par na miley ga, Aansoo ko kabhi auz ka katra na samajh na, Aisa tumhein chaahat ka samandar nahin miley ga, […]
Aadha chand aadhi verani aadha azab aadhi khushi aadha ghum aadha hijr aadhi wehshat sb adhurapun apne andr samoey howey sari kainat ki mukamal aziat
Aap jaise log hume kuch khas lagte hai. mann me har waqt hum ek aas rakte hai, jaane kab aa jaye sms aapka is liye cell ko dil ke pass rakte hai
Din beet jate hain suhani yadin bankar Batin reh jati hai kahani bankar Pr dost to hamesha dil k qarib rahenge Kabi muskan to kabi Aakhon ka pani ban kar
Tere Chehre Ki Chamak Sada Bani Rahe Hansi In Labon Pe Hamesha Saji Rahe Khuda Dor Rakhe Sare Ghamo Se Tujhe Khoushi Tere Daman Mai Sada Bhari Rahe
Apne Dil Ko Sambhalo “Or So Jao†Aansu Ankhon Mein Chupa Lo “Or So Jao†Kuch Nahi Milta Ishq Mein Siwaya Es K Gham Ki Barish Mein Naha Lo “Or So Jao†Chor Do Ye Raaton Ko Dair Tak Jaagna Us Ki Yaad Dil Sy Mita Lo “Or So Jao†Ishq Mein Hamesha Bewafai Hi […]
apane chehare se jo zaahir hai chhupaayen kaise terii marzii ki mutaabik nazar aayen kaise ghar sajaane kaa tassavur to bahut baad kaa hai pahale ye tay ho ki is ghar ko bachaayen kaise qah-qahaa aaNkh kii barataav badal detaa hai haNsanevaale tujhe aaNsuu nazar aayen kaise koi apanii hii nazar se to hamen dekhegaa […]
2/TOUCHing-LiNe baaz auqaat dil ki duniya bhi aankh kay fesalon pay chalti hai
(‘Ghazal’) Tum Ko Malom B Shayed Ye Kabi Ho K Na Ho Meri Raten Teri Yadon Se Saji Rehti Hain Meri Sansen Teri Khusbu Me Basi Rehti Hain Meri Ankhon Me Tera Sapna Saja Rehta Hy Haan Mre Dil Me Tera Aks Basa Rehta Hy Is Trha Mre Dil K Boht Pas Ho Tum TmKo […]
Uskey chehrey se kabhi zulf hata kar daikho Sham k waqt nai subho ka manzar daikho . Dil Mera Kutch Bhi Ho Soney Se Bhi Mehnga Hai Wo Shakhs Tum Merey Dil Ko Na Daikho Mera Dilbar Daikho . Dekhney mai to wo shabnam ki tarah hai lekin Hath jal jayega tum mat usey chhoo […]
pehly se zindagi k sahare nhi rhy Darya to beh rah hy Kinare nhi rhy In ki Nazar b aaj to badli hoi lgi Lgta b whi hy dil b whi dard b whi Sochon k zaviye wo tumhare nhi rhy Daman me bhr k raat aandehre hi lai hy Kia us k pas chand […]
Badan pe apne Lahu ka libaas rakhta hoon, Main khaas phool hoon rangat bhi khaas rakhta hoon, Kisi khushi ki bhala ab mujhe khushi kiun ho, Tumhare ghum se jo khud ko udaas rakhta hoon… Main apnay Dard kahan baantta phiron FARAZ, Ke main apni cheezen faqat apne paas rakhta hoon.
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle… tum magar dost kahaN thay pehle… ab wahaN khaak ooratee hai khizaaN… phool hi phool jahaaN thay pehle… ab jo deewar bunay baithay hain… soorat-e mooj rawaaN thay pehle… kuch sharabee keh hein ab rah nasheeN…. ronaq-e buzm-e maghaaN thay pehle… hum keh hein aaj ghobaar puss-e ro… […]
Main apne sabar ke or kiya misaal do faraz Woh merey khande pai sar rakhe roya kise or k liye.
yeh akelay pan ki udaasiyan ye firak lamhay azabse… Kabhi dasht-e-dil pa aa rukain teri chahtaon k ye kafilay.. main hun tujh ko jaan sa aziz tarmain ye kesay maan loon.. teri baat lgti ha weham si tere lafz lagtay hankhaab sa.. ye jo mera rung ha roop ha yunhi be sabab nahi dosto.. meray […]
zindagi k mele main khvahishon k rele main tum se kya kahen jana is qadar jhamele main vaqt ki ravani hai bakht ki girani hai sakht bezamini hai sakht lamakani hai hijr k samandar main takht aur takhte ki ek hi kahani hai tum ko jo sunani hai bat go zara si hai bat umr […]
bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai adhura chand bhi kitna udas lagta hai ye wasl ka lamha hai ise rayegan na samajh k is k bad wahi duriyon ka sahara hai kuch aur der na jharta udasiyon ka shajar kise khabar tere saye main kaun baitha hai ye rakh-rakhao muhabbat […]
Itna to mere Haal per Ehsaan kiya kar, Ankhon se mera Dard pehchaan liya kar. Kuch sath dy safar main boht thak gya hun mein, Kuch pal hun tere sath meri maan liya kar. Afsane Muhabbat k adhure na chor tu, Jurm-e-Wafa ka mujh sy har beyaan liya kar. Muddat hui is aas par thehra […]
Ab dil ko sanbhalen k gham’e’dil ko sanbhalen Fursat nahi itni b k do ashk baha len Be’taab ho tm b to judai men kisi ki Mumkin ho to aa jao shab’e’hijr mana len Tum aur karo zulf’e’pareshan ko pareshan Hm b dil’e’betaab ko deewana bana len Bethe hen is andaz se me’kash sar’e’mehfil Saaqi […]
Ager kabhi kitab Likho Chahaton k Nam Likhna Rafaqaton k Nam Likhna Tumhari Mujh sy Dosti ki Wo Pehli Pehli Bat Likhna Payam Likhna Wo Dosti k Qaboliayat k Mukam Likhna Wo Hijr Raton ki Bat Likhna Wo Wasl Din ki Mulakat Likhna Ikhtatam e kitab Aye to Soch Lena Yad krna Aur Apna Mera […]
Suno tum lot ao na woh dekho chand nikla hai sitarai jagmagai hain hamari muntazir ankhain tumhain hi sochti ankhain tumhain wapis bulati hain Suno tum lot ao na…………… ye dil jab b dharakta hai tumhara nam leta hai ye ansu jab b behtay hain tumharai dukh mai behtay hain khushi koi jo ai b […]
Ek Lamha 1Manzar Guzar Jata H Jb Apna Koi Begana Nazar Aata H U To Awaz Aati H Hr Shishe K Tutne Ki Pr Kabi Bin Awaz K Sab Kuch Tut Jata H
Phir youn hua k raaste yakja nahi rahe wo b anaa parast tha, mein b anaa parast…
guzri hui hawaon, kabhi laut ke to aao kis haal mein ji rahe hain , aa kr ke puch jao socha kabhi na tha garm loo mein badal jaogi jo has kr guzrti thi vo byar bn muskurao gam ke baadlon se nam hokar chuti ho mujhe aakar mehek jae fiza saari , aise aake […]
Shishe Ka Ghar Na Rahega Ya Fir Pathar Na Rahage . Chahe gam hO Hzar Kabhi Mano Na Haar. Mushkilo K Kitne bhi tute Pahad Chalte Chlo Ab To Yar Seh Lo Gumo Ki Mar Kabhi To aayegi Khushiyo Ki Bahar
tere firaaq k lamhay shumar kartay hovay bikhar chalay hai tera intizzar kartay hovay .. main bhi khush hoon koi ja kar usay yeh keh dain aghar wo khush hai mujhy beqarar kartay hovay ,,.. main muskurata hova aiyenay main ubhronga wo ro paray gi achanak singar kartay hovay … !! wasi shah (¯`v´¯) `*.¸.*´ […]
parindo! hum tumhaare muntazir hain k hum to taaqat e parwaaz ab rakhte nahi hain hum ik doosre k par to khud hi kaatt dete hain tumhen zehmat to hogi,aa k samjhaao paron ko qenchiyon se kis tarha mehfooz rakhte hain shikaari ki nigaahen kis tarha se bhaanp lete hain jahan ho daam humrang zameen […]
Mere kapde pharr meri izzat utar li, Mere liye toh meri zindagi ujarr di, Tujhe maza aa raha tha meri cheekein sunn kar, Meri rangeen zindagi main tune kalik pot’di, Tabah kar dia mujhe… Bachana chahti thi apna jism mere hamsafar ke liye, Sirf ek yehi toh tha jo rakha tha uske liye, Chinn lia […]
Iiss duniyaa ki bheed main boohat say yaar milain gay hum kia hum say bhi achay hazaar milain gay inn achoo ki bheed main humay bhula na daina hum kahaan app ko baar baar milain gay
bhool kr zaat tum ko yad kiya, baat bay baat tum ko yad kiya, neend naraz hogayi hum se, hum ne jis raat tum ko yad kiya
Tu meri dil ke aspas rehta hai. Bout dor hokar be tu meri pas rehta hai. Kitna pyaar karte hai tm se kesi kahi. Tu jaan kar b na jane q unjan rehta hai. Tu bey khabar hai jana hale dil na jane. Meri tanha dil se pocho bin teri udas q rehta hai (¯`v´¯) […]
Kehtey hai PYAAR karna koi jurm nahi Phir humey PYAAR karney ki yeh sazaa kyun sunai gayi Jinko chahtey rahey deewano ki tarah Aaj unhoney hi humey khud se duur jaaney ki sazaa kyun sunai .,.!!! Manane Rutnaey k khel mein Bichad jaenge yeh socha nahi tha..!!
Bashir Badr mil bhii jaate hain to kataraa ke nikal jaate hain haaye mausam kii tarah dost badal jaate hain ham abhii tak hain giraftaar-e-muhabbat yaaro Thokaren khaa ke sunaa thaa ki sambhal jaate hain ye kabhii apanii jafaa par na huaa sharmindaa ham samajhate rahe patthar bhii pighal jaate hain umr bhar jin kii […]
Kaleem Ajiz zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhii bahut thii majabuur the ham us se muhabbat bhii bahut thii us but ke sitam sah ke dikhaa hii diyaa ham ne go apanii tabiyat men baGaavat bhii bahut thii vaaqif hii na thaa ramz-e-muhabbat se vo varnaa dil ke liye thoDii sii inaayat bhii […]
jab nazar aap kii ho gaii hai zindagii zindagii ho gaii hai baarahaa bar-Khilaaf-e-har-ummiid dostii dushmanii ho gaii hai hai vo takamiil purakaariyon kii jo merii saadagii ho gaii hai terii har pursish-o-meharbaanii ab merii bekasii ho gaii hai bhuul baiThaa hai tuu kah ke jo baat vo merii zindagii ho gaii hai bazm men […]
Sulaah k zamany meiN.. Mujh ko aisa lgta haI.. Wo agr bichar jayE.. Tou sirf itna dukh hogA.. Jitna ankh khulne pR.. Khwab toot jane kA.. Pr kya ajab tamasha haI.. Wo agar kabhi mujhsE.. Yunhi rooth jata haI.. Tou kainat ki hr sheY.. Toot phoot jati haI..!
mere hunsafar mere humnashhen mene rub se manga to kuch nahee mene jab bhee mangi koi dua nahii mangaa kuch bhee tere siwa
shaam se aaNkh men namii sii hai aaj phir aap kii kamii sii hai dafn kar do hamen ki saaNs mile nabz kuchh der se thamii sii hai vaqt rahataa nahiin kahiin chhupakar is kii aadat bhii aadamii sii hai koii rishtaa nahiin rahaa phir b
aas hogii na aasaraa hogaa aane vaale dinon men kyaa hogaa main tujhe bhuul jaauuNgaa ik din vaqt sab kuchh badal chukaa hogaa naam ham ne likhaa thaa aaNkhon men aansuuon ne miTaa diyaa hogaa aasamaaN bhar gayaa parindon se peD koii haraa giraa hogaa kitanaa dushvaar thaa safar us kaa vo sar-e-shaam so gayaa […]
Wo kisi ky kshtir mujhy bhool bi gaya to koi bat ninahi ‘fraz’ main bi to bhool gaya tha sara zamana us ki khatir
Tumse milna batein karna acha lagta hai..!! Chup chup ke hasna milna acha lagta hai, Tum kehti ho tum mujhko bahot hi acche lagte ho Mujh ko tumhara aisa kehna acha lagta hai, Tumhari aankhon mein band Rehana acha lagta hai Tumari yadon mein aana jana acha lagta hai, Sab kehte hai yeh khwab hai […]
Sabir Jalalabadi raaz kii baaten likhii aur Khat khulaa rahane diyaa jaane kyon rusavaaiion kaa silasilaa rahane diyaa umr bhar mere saath rahakar vo na samajhaa dil kii baat do dilon ke daramiyaaN ik faasalaa rahane diyaa apanii fitarat vo badal paayaa na isake baavajuud Khatm kii ranjish magar gilaa rahane diyaa main samajhataa thaa […]
Yeh Watan To Hai Jannat ApniTera Chand Mera TaraTujh Se Har Dum Shaan Hai ApniDes Yeh Sab Se PyaraToo Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan Mehnat Ki Jeeti Tasweer Apna Yeh Kissaan Hai Des Ki Izzat Azmat Rakhe Apna Fauji Jawan Hai Allah ne […]