Paas meray hai sub kuch,

Bus wo ik sath nahi,

Pyar karnay walay tu bahut hain magar,

Koi us jaisi zaat nahi,

Jis k intezar mai tum kub say baithay ho janab,

Usay tum tu kya tumhari ek baat bhi yad nahi…