na dost hai koi na yaar hai mera

logou sun lo na koi dil dar hai mera

us bewafa ka kya kehna jo chor ke chala

sare wadau qasmau ko wo tod ke chala

dosti ki azmat ko jhinjod ke chala

bich rah me zinda dargor kar ke chala

kehta tha dosti apni hai samandar ki si gehri

aj usi samandar me hum ko duba ke chala

wo yaar mera yaari ko badnam kar chala

wafa ke naam par sab kuch neelam kar chala