Imam Mehdi(AJF)

Mein ye nahi kehta k mujhy pyar nahi hai

Faryaad tumhari koi bekaar nahi hai

Sunta hon Tarapta hon Par Majboor hon mein bhi

Aanay say Agarchay mujhy Inkaar nahi hai

Main aaj hi aajaon mujhy Aar nahi hai

Lekin mera Lashkar abhi tayar nahi hai.

Al-Ajal Imam Al-Ajal Imam