Zara

thehro…

‘chalay jana’

Mujhe kuch

tm say kehna

hai’

Zayada

waqt nahin

lunga’

Zara si

baat karni

hai’

Na dukh

apnay sunanay

hain’

Na he

faryad karni

hai’

Na ye

maloom karna

hai’

K ab

halaat kesay

hain’

Tumhare hmsafar

thay jo’

Tumhare

sath kesay

hain’

Na ye

maloom karna

hai

Teray

din raat kesay

hain

Mujhe bas

itna kahna

hai

‘Mujhe tum

YAAD aatay

ho’

Boht hi Yaad Aatay ho….