‘Kisi tofan me jaise kinara yaad aata ha,

‘Mujhe tanhai me chehra tumhara yad aata ha.

‘Suna ha os k honton se tabs’am roth jata ha,

‘Suna ha os ko b ghar humara yad aata ha.

‘Hamary roz-o-shab ka ye tasalsul kis tarha totey,

‘Usey jab bholtey hain wo dobara yad aata ha..