Kehtay thay mein mar jaon ga

Tum bin mein kuch kar jaon ga

Teri khatir dunya kay mein

Har toofan say lar jaon ga

Ab kehtay ho thik kaha tha

Tum nay ik din mujh se jana

Dunya ko kia batlao gay

Tera mera jo hay fasana