Kai sawaal Dil mein lay kar jawaab Dhondne Nikla tha.

Main Be’wafaon ki Basti se wafa Dhondne Nikla tha.

Kya ajab silsala tha un ki muskarahton ka

Main un Muskurahaton par jaaN Denay Nikla tha.

Kya andaaz tha us ki Mehkti houi chahton ka.

Jin chahton par main sub kuch Qurbaan karne Nikla tha.

Jab thokar lagi to ye khayal aaya WASI

Main apni hi zindagi Bar’baad karne Nikla tha.

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”