p1. 270 man Roman kaleesa ka aik Rahib jiska naam Valentine tha wo apny kaleesa (church) ki Rahiba k ishq man mubtila ho gia Kaleesa ka ye Qanoon tha keh koi Rahib aur Rahiba Ishq nhi kr skty aur agr koi aisa amal kary ga to usy phansi charha dia jaye ga Valentine ne na sirf Kaleesa ka Qanoon tora balke Ishq k naam pe Badfaili ko bhi Jaiz qarar dy dia aur rahiba k sath ho lia Usne Theory pesh ki k Agr Larka Larki Ko apus Mn Muhbat Hojaye To Wo Shadi K Bagher Hr Trah Ka Taluq Rkh Skty Hn MA’AZ ALLAH. Badshah e Waqt us k is kaam k khilaf ho gia r usy 14 feb 270 mn Phansi pe latka dia, Us k Is kam Ko KmAqlo Ne Azem Krnama smjha.