Usay ye fikar k har baat Hum se keh dali,

Mujhe ye weham k kuch khas baat baqi hai,

Usay ye dar k sitaray na Guftgu sun lein,

Mujhe ye fikar k Suraj niklnay wala hai…