Tere khayal se daman chura k dekha hai,

Dil-o-nazar ko buhut azma k dekha hai,

Wafa ki qasam tum nhi to kuch bhi nahi,

Mene kuch pal tumhe bhula k dekha ha….