Dil na mana mana k dekh liya,

Lakh samjha bujha k dekh liya,

Log kehtay hain dil lagana jissy,

Rog vo b lga k dekh liya,

Bevafayi ha teri rag rag mein,

Azma azma k dekh liya,

Un say nibhta nhi koi rishta,

Dost dushman bana k dekh liya

Un ka nazrein chura k dekhna b

Unsy nazrein chura k dekh liya…