dil jo toota to ye khayal aya

ishq mein hum ne kya sila paya

waqt apna ho toh hotey hein sabi apney

chor jata hai boorey waqt mein apna saya

bastey the kabi ankh mein khwaboon ki tarah jo

mein ajj un lamhoon ko ansoo mein baha aya

ajj mujh ko wo udaas bahot maloom houa

ajj mein mushkil se sher keh apya

meri sansoon mein basa tha khushbu ki tarah

wo jisey mein chah ke be na bhoola paya

zindagi khatam houi jati hai

Aai Khuda..Main tujhay iss waqt yaad aaya…!!

SaaMer

+92 300 2711 588 /

+92 333 9968 674

TuM biN