besabab to na thi tere yaadain

tere yadoon se kia nahi ssekha

zabt ka hoosla barha lena

annsooon ko kahi chupa lena

kanpati doolti sadaoon ko

chup ki chadar se dhanp kar rakhna

besabab bhi kabhi kabhi hansna

jab bhi ho baat koi talkhi ki

mozooay guftugo badal dena

besabab to na thi tere yaadain

tere yadoon se kia nahi seekha!!!!

(~ T?m ??? ~)

SaaMer +92 300 2711 588