us kii hasarat ha jise dil se miTaa bhii na sakoN

DhuNdna us ko chalaa huN jise paa bhii na sakoN

Daal kar Khaak mere Khoon pe qaatil ne kahaa

kuchh yeh mehandi nahin merii ke miTaa bhi na sakoN