Na Ghubar main na gulab main mujhe dekhna,

Har dard ki tubo-tab main mujhe dekhna,

Kisi wakt Sham-aye malal main mujhe sochna,

Kabhi Apne dil ki kitab main mujhe dekhna,

Essi dil se ho k guzre kai karwan,

Katti hijratton k azab main mujhe dekhna,

Main na mil skon b tu kaya howa k Fasana Hon,

Nayi Dastan,naye bab main mujhe dekhna,

Wohi Lamha-aye Deed tha k rukka raha,

Mere rozo-shub k hisab main mujhe dekhna…

sweEty@puPpy