Multan k village k ek zamindar nain GEO per inkshaf kiya ha k us k pas zamin ka ek aisa tukra ha jo sardiyon mein 2 inch nichay chala jata ha aur garmiyon mein apni pehli position per aa jata ha. iss mamlay ko lay ker bahir k sientist nain reserch kiya aur bara sochnay k bad sientist kisi natijay per na pohnch sakay bus phir wo us zamindar k pas chalay gaye aur pocha k ye kaisay momkin ha zamindar nain bataya k sardiyon mein jub mein peshap k liye zamin k tukray per baithta hon to maray TATON sa zamin ka fasla 2 inch ka hota ha aur garmiyon mein maray TATAY zamin k sath lag jatay hain: HAPPY SUMMER SEASON