Mirza Adeeb ki kitab ‘MATTI KA DIA’ se iQtebas:

‘Aba G Muje Marty Thy To Ami Bcha Leti Thi. 1Din Me ne Socha K Agr Ami Ptai Krn gi To Aba G Kia Krn ge?

Ye Dekhny K Liye Me ne Ami Ka Kaha Na Mana.Unho Ne Kaha Bazar Se Dahi La do,Men Na Laya.Unho Ne Salan Km Dia. Main ne Ziada Pr Israr Kia.Unho Ne Kaha Peerhi K oper Beth Kr Roti Khao.Me Zameen Pr Dari Bicha K Beth Gya.Kapry Mely Kr Lye. Mera Lehja B Gustakhana Tha.

Muje Pori Tawaqo Thi K Ami Zrur Maren Gi,Mgr Unho Ne Muje Seeny Sy Lga Kr Kaha

‘Q Dilawer Putr!Maa Sadqy Bemar Te Nai’

us Wqt Mere Ansu Thy K Rukty Hi Nai Thy’

‘MAAN TUJHE SLAM’