Mere Allah, meri izzat ke liye yehi kafi hai ke mein tera banda hun aur mere fakhar ke liye yehi kafi hai ke tu mera parwardigar hai..

tu waisa he hai jaisa mein chahta hun.. bas tu mujh ko waisa bana day jaisa tu chahta hai

Hazrat Ali (AS)—