Hazrat MOHAMMAD (S.A.W. ) ne farmaya: Agar köi shakhs kisi kaam ke karne ki qasam kha le, phir woh dekhe ke zyada khair dusri cheez me hai (yani qasam ke khilaaf karne me hai) to woh behtri wale kaam ko ikhtiyar kare aur qasam tor kar uska kafara ada kare