Doob kr in mein kisi roz nayab ho jaon

kash mai teri haseen ankhon ka khuwab ho jaon

tu muhabbat k ehsas say mujy anmol bana day

mein teri khushbu say mehak kr gulab ho jaon

teri har rat ko muhabbat say munawar kr don

tery Dill ? k asman ka mehtab ho jaon

jis ka har warq tujy griftar E muhabbat kr day

mein jazbo say bhari aisi kitab ho jaon

jis k har taan pr bikhrein muhabbat k naghme

tery dill ? k taar cheron rubab ban jaon……..!!!!!!