Abu Huraira Raziallahu Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne fermaya,jab Ibn e Adam Ayat Sajjda tilawat kerke Sajjda kerta hai to,Shaitan Aah Baka kerta hoa us se door hojata hai,aur kehta hai meri ya inki tabahi ho,Ibn n Adam ko Sajjda ka hukm kia gya to isne Sajjda ker lya to ise Jannat mileygi aur mujhe Sajjda ka hukm hoa to main ne Inkaar kia,lihaza merey lye Jahannam ka Wada hai.

(Sahih Muslim,Kitab ul Iman,H#144)