Zindgi per Kitaab Zindgi per kitaab likhunga, Uss me Sary hisaab likhunga, Pyar ko waqt guzari likh ker, Chahton ko azaab likhunga, Hui Barbad Muhabbat kesy, Kesy bikhry hain khuwab likhunga, Apni khwahish ka tazkra ker k, Naam uss ka jawab likhunga, Uski Aankhain Sharab ki manind, Uska Chehra Gulaab likunga, Mai us se Judai ka sabab, Apni kismat kharab likhunga.