Zindagi ka har zakham uski mehrbani hai..

Apni zindagi bi adhuri kahani hai..

Mitta deta uska har dard seeney se magar..!

Ye dard hi to uski aakhiri nishani hai…