Zakham itne gahre hen k Izhar kya karen?

Hum khud nishana ban gaye vaar kya karen?

Mar gaye hum magar khuli rahi ankhen,

ab is se zyada uska intzar kia karen.