yeh din kis tarah kate hain

kah nahi sakte.

siskiyon aur ansoo ka hissab

dikha nahi sakte.

num ankhon se aansoo baha

nahi sakte

dil par kya gujri hai bataa nahi

sakte

taron ki ginti ginaa nahi sakte

tumhari yaadon ko lauta

bhi nahi sakte.

ragistan mein phool khila

nahi sakte

patjhadh mein bahar laa nahi

sakte.

khoon se likhi yeh dastan kisiko

dikha bhi nahi sakte.

hamara toh daman kal bhi kahli

tha aaj bhi khali hai ye hum kisi

ko dikha nahi sakte…