Ye Rat Apne Syah Panjon Ko Jis Qadar B Daraz Krle,

Men Tergi Ka Ghubar Bn Kr Nhi Jiynga,

Mujhe Pta H K Aik Jujnu K Jagne S,

Ye Tergi Ki Dubaiz Chadr Nhi Kategi,

Mujhe Khabr H K Meri Be Zor Takron S,

Faseel E Dehsht Nhi Hategi,

M Janta Hon K Mera Shuala Chamak K Rizq E Ghubar Hoga,

To Be Khabr Ye Diyar Hoga,

M Roshni Ki Lakeer Bn Kr Kisi Sitare Ki Misl Bikhrnga,

Bastyon Ko Khbr Na Hogi,

M Janta Hon K Meri Km Taab Roshni S Sehr Na Hogi,

Mgr M Phr B Siyah Shab Ka Ghubar Bn Kr Nhi Jiynga,

Kiran Ho Kitni Naheef Lekin Kiran H Phr B,

Wo Tarjuman H K Roshni Ka Wajud Zinda H,

Aur Jab Tak,

Ye Roshni Ka Wajud Zinda H Rat Apne Siya Panjon Ko Jis Qadar B Daraz Karle,

KAHIN S SURAJ NIKAL PAREGA