Yaadon ko yaad karke askhoan ne daman thama mera,
tanhai ki raah guzer mein hawaon ne bhi saaath choda mera,
bas tera hi chehra har pal aankhon ke samne aata hai,
jis ek pal ko saari takdeer samaj baitha pagal dil mera