wo baat baat mein itna badal jata hai

keh jiss tarha koi lahja badal jata hai

ye aarzoo thi keh us kay sath sath chalein

magar wo shakhs to rasta badal jata hai