Wafa ka darya kabi rukta nahi,

Mohabbat mein insan kabi jhukta nahi,

Khamosh hain hum to unki khushi ke liye.?

Aur wo samjhte hain ke dil hamara dukhta nahi.