use kahna ameer-e-shehar labhi sir nicha nahi kerte..

aana ka ham kisi b haal main soda nahi kerte..

agar gham had se se barh jae to anso aa hi jate hain..

magar ham apni aankhon ko kabhi draya nahi kerte..

khushi k sare mosam dusron main baant dete haim..

faqat aik dard ki dolat hai jo baanta nahi kerte..

ham ehle ishq ki fitrat se sare log waqif hain..

k ham soch ker guzarte hain magar socha nahi kerte..

kren ge yum se hum terk-e-ta’alluk ye kese mumkin hai..

k ham to dushmanon ka sath b chora nahi kete..