Us k na hone se kuch nai badla ye suraj b wahin se nikalta hai Asman per taare b chamakte hain or chand ki chandni b hoti hai Hawa be chalti hai Dariya b behte hain Phool be khilte hain In main Khushbu b hoti hai ** LEKIN ** Na jane kiyo us k na hone se her cheez adhori si lagti hai Her Subha sham C lagti hai Her Muskan udaas C lagti hai Her mehfil anjaan C lagti hai Her Dharkn be-jan C lagti hai SACH To ye hai k SAri DUniya Veeran C lagti hai