Un betay waqtoon ki yadain.

jab yaad mujhay aa jatii hain…

najanay kyun dur jati hoon.

aur ankhain bhi bhar jati hain…

ik soch mujhay phir us mazi main

najanay kyun lay jati hai…

main jitna door bhagti hoon…

wo utna hi pas ati hain..

aur aa kar mujhay tarpati hain.

mere ankhain bhar siiii jatiii hain