Uddaasi ki to ab aadat si hai humain,

Khushiyon ko ab Dil anjan kehta hai,

Chahat thi jis ki wo nhi hua apna,

Yun to apna humein saara jahan kehta hai.