Tumhe kaise mein bataun

Tumhe kaise mein kahu

Mere bas mein agar ho to

Mein bas itna hi karun

Tumhe din bhar

Tumhe har pal

Dekhta hi mein rahu

Tumhe dekhu,Tumhe chahoon

Tumhe punju har pal

Tumhe sochu ,Tumhe samjhu

Tumhe Mangu har pal

Tumhe gungunau Tumhe gau har pal

Mein tumhara hoon esha

Deewana meri jaan

Mera marna bhi tumhi ho

Mera jeena bhi ho tum

Meri madira bhi tumhi ho

Mera peeena bhi ho tum

Mera chandi bhi tumhi ho

Mera sona bhi ho tum

Mera hasna bhi tumhi ho

Mera roona bhi ho tum

Meri sari saason mein

Tum jaise ho ghuli

Meri aankhen tumhe dekhe

Chahe band ho ya khuli

Mein tumhara hoon esha

Deewana meri jaan

Meri dil mein hai yeh armaan

Tumhe ek din mein pauu

Es amber se bhi aaghe tumhein lekar jau

Jahan raahoon mein ho bekhree sab chand aur taare

Jahan geeton ke behte ho meethe ghaare

Jahan khwaabo ki duniya kabhi soi nahi ho

Jahan tum ho jahan mein hoon aur koi nahi ho

Mein tumhara hoon esa

Deewana meri jaan