Tumhain kaisay kahain, Aazaad hain hum

Us nagri mein

Aabaad hain hum

Jahan soch pe Pehray hotay hain

Jahan jeetay hain na martay hain

Jahan sog na sehray

hotay hain

Jahan taaqat andhi hoti hy

Jahan

munsif behray hotay hain

Tumhain kaisay kahain, Aazaad

hain hum