Tanhai hai pyar main barbadi hai pyar main,

Ansu hai pyar main Bebasi hai pyar main,

Meetha dard hai pyar main Bewafai hai pyar main,

Ghum bhi hai pyar main

Humey sab pata hai…

Leykin kya kare aye KHUDA,

Hum bhi to Khoye haina kisi ke pyar main…