Yeh Kya Majboori-E-Halaat Hai Parwardigar
Hum Ho Nahin Satke Un Ke Dukh Main Shumar
Aaj Jab Hua Hai Un Ko Bhukhaar
Saans Tak Lena Hua Hai Hamara Dushwar