Unki Ek Yaad Bechain Kar Jati Hai
Har Kali Me Unki Surat Nazar Aati Hai
Kaisa Haal Kiya Usne Pyar Mai Hamara
Ke Nind Bhi Aati Hai To Aankhe Bura Maan Jati Hai,….