Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,
hum rhe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,
khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,
warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga…..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
mujhe dard-e-ishq ka maja maloom hai,
mujhe dard-e-dil ki wajah maloom hai,
zindagi bhar muskrane ki dua na dena,
mujhe pal bhar muskrane ki sja maloom hai…..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hume zakham to sabne diye par unpar
marham lagane koi nahi aata,,,,,,,,
ab jab bulate hai unko to kahte hai jaate-jaate
humse tumhara dard nahi sha jaata,,,,,,,,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hume tumse mila itna dard ki aaj nobat aa hi
gyi mar jaaane ki,,,,,,,,,
koshis karte to tumhare pyar se jaag jaate
kya jarurat thi humhare zakhmo pa namak
lagane ki,,,,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kya jarurat thi unhe meri mayyat par aanaaa,
chale hai jaane ab mere gam ka fasana,
ab jab jal rha hun chin se to kahte hai,
abhi hai aang kam thoda or jalaana,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
sochte hai kabhi tujhe bhi takleef hogi,
jab tu humaare janaaje mein sarikh hogi,
jaate jaate do aansu tum bha jaana,
kyonki teri meri wo mulakat aakhiri hogi,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kabhi dusron ke gam ko dekhkar hasa karte the aaj
khud gam se gujre to ahsaas ho gya,,,,,,,
list pdha karte the gam se marne walo ki
aaj us list mein apna naam ho gya,,,,,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~