Unhe Pyaar Karne Ka Hisab Na Aaya,
Hamari Kisi Bhi Baat Ka Javab Na Aaya,
Ham Raat Bhar Unki Yaad Mein Jagte Rahe,
Or Unhe So Ke Bhi Hamara Khwab Na Aaya.

By Pratiksha