Toot Jaye Jab Koii Adhoora Khaab Aapka
Dard Sara Seh Lenge Ham Janaab Aapka
Samjhna Na Khudko Khatawar Tum Gar
Sakoon De Na Paye Kisi Ko Jawaab Aapka.