Sabse Nirala,
Pyar Se Isne Sabko Sataya,
Apnapan Bhi Utana Jataya,
Pyara Sa Droupadi Ka Bhaiya,
Aisa Hai Mera Krishan Kanhaiya,
Gokul Mein Jo Kare Niwas,
Gopiyon Sang Jo Rachaye Raas,
Devki-Yashoda Jinki Maiya,
Aisa Hai Mera Kishan Kanhaiya.
Sabke Dilo Pe Karta Raj,
Janamdin Hai Uska Aaj.