Naam Hai Kisi Hasrat Ka, Ya Hai Koyi Dua
Kehna Hai Mushkil, Tum Hi Samjhayo Eh Khuda
Dil Jise Chahta Hai, Usey Hi Aaj Paana Hai
Hame Tum Milwa Dena, Na Karna Kabhi Juda