Mili Khushiya Kabhi Mujhko To Kahunga Unse
Mere Kareeb Na Aana Na Mera Nam Lena
Mujhe Gumo Ne Pala Hai Badi Tamanna Se
Mujhe Gale Laga Kar Badnasibi Thamna Na